Zindagi Se Hai Gila
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Ankhon ne pehne
Khwabon ke gehne
Palkon pe gham ke
Boojh uthaye
Khushiyon Ki rim jhim
Jhaar ke mausam
Ayen magar kiyon
Raas na aye
Dard KO dil Ki
Teh main chupaye
Zindagi se hai gila
Phir bhi humain
Jeena tu hai
Zindagi se hai gila
Phir bhi humain
Jeena tu hai
Humne jo chaha
Woh hi na paya
Dil se jo manga
Pa ke gawaya
Adhey adhorey
Sukh sapno ko
Apne hi hathon
Humne lutaya
Thak harain hain
Aas lagaye
Barhan kiya shikwa
Phir bhi humain
Jeena tu hai
Zindagi se hai gila
Phir bhi human
Jeena tu hai
Soni soni khushiyan
Rangi kab ayen
Hum khali hathon
Kiya pehnayen
Duniya se fursat
Mil Jaye tu
Dil se kiye hum
Waade nibhayen
Kon hamara
Hath bataye
Ye wafa hai
Ya jafa
Phir bhi humain
Jeena tu hai
Zindagi se hai gila
Phir bhi humain
Jeena tu hai