Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tere Bin (Groovy Mix)
Atif Aslam
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Lekar yaaden teri raatein meri kati
Lekar yaaden teri raatein meri kati
Mujse baathen teri karti hain chaandanee
Thanha hain tujh bin raatein meri
Din mere din ke jaise nahin
Thanha badan, thanha hai rooh
Nam meri aankhen rahen
Aaja mere ab rou-ba-rou
Jeenaa nahin bin tere
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Kab se aankhen meri raah mein tere bichhi
Kab se aankhen meri raah mein tere bichhi
Bhuule se hee kabhi too mil jae kaheen
Bhuule naa mujse baathen teri
Bheegee hain har pal aankhen meri
Kyun saans loon? kyun main jiyun?
Jeenaa bura sa lage
Kyun ho gaya too bewafa?
Mujko bataa de vajah
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Tere bin main yoon kaise jiyaa
Kaise jiyaa tere bin
Tere bin, tere bin, tere bin
Tere bin, tere bin, tere bin kaise jiyaa