Skip to content

Jiya Maine Jiya

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya O Piya Mere Piya Yeh Kya Kiya Nigahein Mili To Yeh Jaana Deewana Main Tera Deewana Likha Hai Yeh Dil Pe Fasana Tujhe Yeh To Dilbar Hai Mana Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya Ho Piya Mere Piya Yeh Kya Kiya Hothon Pe Hasee Teri Aankhon Mein Nasha Tujhe Dekho To Mann Behke Chaahon Mein Tujhko Din Rayna Tujhse Mile Ke Aaye Chaina Kali Kali Si Teri Zulfein Jo Ude Teri Khushboo Se Tan Mehke Ho Tujhse Mujhko Hai Yeh Kehna Teri Bahoon Mein Hai Rehna Yeh Wada Kabhi Na Bhulaana Hasake Mujhe Na Roolana Bahana Koi Na Banaana Kabhi Kuch Na Mujhse Chupana Ho Jiya Meine Jiya Tujhko Diya Oh Ho Ho Oh Ho Ho Oh Ho Ho Oh Ho Ho Oh Ho Ho Oh Ho Ho Dekha Sapna Hai Yehi To Armaan Tujhe Pehnaoon Chudi Kangna Ho Pyari Pyari Mulakaate Achchi Lagti Hai Yeh Baate Hai Tu Mera Jahaan Tu Kahe To Meri Jaan Doli Le Aaoo Tere Angna Pyaasi Pyaasi Meri Raatein Dekho Khwaabon Mein Baarate Khayalon Ki Duniya Sajana Jo Aana To Waapas Na Jana Yeh Kasmein Hamesha Nibhana Gale Se Mujhe Hi Lagana Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya O Piya Mere Piya Yeh Kya Kiya