Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kya [www.AtoZmp3.net]
Neeraj Shridhar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
When she loved me, my girl
When she loved me, girl, oh
Oh, yeah
Kya? Sunaaun main kya? Bataun main kya?
Woh keh gayi thi ishaaron se
Kuch nigaahon se, kuch adaaon se
Kuch churaya lab ke kinaaron se
Use jo chhua tha
Nasha sa hua tha
Dil ye mera karne laga dhak-dhak when she hugged me
Thamne lagi, jamne lagi rag-rag when she loved me
Haan, dil ye mera karne laga dhak-dhak when she hugged me
Thamne lagi, jamne lagi rag-rag when she loved me, kya?
ย
Mujhse milne ko woh toh aayi thi reshmi se libaas mein
Main door baitha tha, aake baithi woh, yaar, mere hi paas mein
Usne baatein ki, uski baaton mein aate-aate main aa gaya
Main uski raahon mein, uski baahon mein jaane kaise chala gaya
Dhuan sa utha tha
Nason mein ghula tha
Dil ye mera karne laga dhak-dhak when she hugged me
Thamne lagi, jamne lagi rag-rag when she loved me
Haan, dil ye mera karne laga dhak-dhak when she hugged me
Thamne lagi, jamne lagi rag-rag when she loved me, kya?
ย
Ever since you caught my eye (my eye)
Boy, I want you in my life (my life)
You know, you got me going, you don't even try
Ever since you caught my eye (my eye)
Boy, I want you in my life (ooh-ooh)
You know, you got me going, you don't even try
(You got me going) you don't even try, you don't...
(You got me going) you don't even try
Itne saalon se usne apne ye dil tha rakha sambhal ke
Main jaake seene mein chupke-chupke se le gaya dil nikaal ke
Sach batata hoon, tum na samjhogi, jhoothi baatein kitaab ki
Woh sun na paayi thi, maine raaton ko uski neendein kharab ki
Haseen woh safar tha
Naya sa asar tha