Skip to content

Dayar - E - Dil Ki Raat Mein

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa Milaa nahi to kyaa huaa wo shaql to dikhaa gayaa Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa Judaaiyo ke zakhm dard-e-zindagi ne bhar diye Judaaiyo ke zakhm dard-e-zindagi ne bhar diye Tujhe bhi neend aa gai mujhe bhi sabr aa gayaa Tujhe bhi neend aa gai mujhe bhi sabr aa gayaa Milaa nahi to kyaa huaa wo shaql to dikhaa gayaa Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa Ye subaho ki safediyaan ye dopahar ki zardiyaan Ye subaho ki safediyaan ye dopahar ki zardiyaan Ab aaine me dekhataa hun mai kahaan chalaa gayaa Ab aaine me dekhataa hun mai kahaan chalaa gayaa Milaa nahi to kyaa huaa wo shaql to dikhaa gayaa Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa Wo dosti to khair ab naseeb-e-dushmanaan hui Wo dosti to khair ab naseeb-e-dushmanaan hui Wo chhoti chhoti rajisho kaa lutf bhi chalaa gayaa Wo chhoti chhoti rajisho kaa lutf bhi chalaa gayaa Milaa nahi to kyaa huaa wo shaql to dikhaa gayaa Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa Ye kis khushi ki ret par gamo ko neend aa gai Ye kis khushi ki ret par gamo ko neend aa gai Wo lahar kis taraf gai ye mai kahaan chalaa gayaa Wo lahar kis taraf gai ye mai kahaan chalaa gayaa Milaa nahi to kyaa huaa wo shaql to dikhaa gayaa Dayaar-e-dil ki raat mein charaag saa jalaa gayaa.