Skip to content

Mausam Ka Jaadu - From "Hum Aapke Hain Koun"

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Thandee thandee purvaiya me udatee hai chunariya hey Dhadke mora jiya rama balee hai umariya Dil pe nahee kabu, kaisa yeh jadu Yeh mausam kaa jadu hai mitwa Naa abb dil pe kabu hai mitwa Naina jisme kho gaye, divane se ho gaye Najara woh harsu hai mitwa Yeh mausam kaa jadu hai mitwa... Sheharww babu ke sang mem goree goree hey Aise lage jaise chanda kee chakoree Phulo kaliyo kee bahare, chanchal yeh hawao kee pukare Hamko yeh isharo me kahe ham, thamke yaha ghadiya gujare Pehle kabhee toh naa hamse, batiyate the aise phulwa Yeh mausam kaa jadu hai mitwa... mitwa... Na ab dil pe kabu ha mitwa. Naina jisme kho gaye... Diwane se ho gaye... Nazara wo harsu ha mitwa. Ye mausam ka jadu ha mitwa... Sachchee sachchee bolna bhed naa chupana, hey Kaun dagar se aaye, kaun disha hai jana Inko ham le ke chale hain, apne sang apanee nagariya Hai re sang anjane kaa, us par anjan dagariya Phir kaise tum dur itne, sang aa gayee mere goriya Yeh mausam kaa jadu hai mitwa.mitwa. Na ab dil pe kabu ha mitwa... Naina jisme kho gaye.deewane se ho gaye. Nazara wo harsu ha mitwa... Ye mausam ka jadu ha mitwa...