Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sweekar Kar Lena
Ram Sampath, Kumar Sanu, Chaandni RMW and Puneet Krishna
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hey, hey (la-la)
Ah-ha-ha
Hum bas tumhare hain, sweekar kar lena
Hum ek huye hain toh bas pyaar kar lena
Hum door kahin jaayein toh rok lena tum
Mm, mera haath pakad ke tum iqraar kar lena, ha-ha
Ayy, hey
Mujhe pyaar kar lena
Ah-ha-ha
Ab hum jo mil gaye, haathon se dil gaye
Ab chhod nahi jaana, kaise gul khil gaye?
Mujhko mana lena, mere saath mein chalna
Ho, ya phir kabhi mera intezaar kar lena, ha-ha
Hum bas tumhare hain, sweekar kar lena
Hum ek huye hain toh bas pyaar kar lena
Hum door kahin jaayein toh rok lena tum
Mm, mera haath pakad ke tum iqraar kar lena, ha-ha
Ayy, hey
Ayy, hey (la-la-la-la-la-la-la)
Mujhe pyaar kar lena (la, la, la)
Zu, zu, zu