Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aap Se Humko Bichhade Huye
Manhar Udhas
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aap se humko bichhade huye
Aap se humko bichhade huye
Ek zamana beet gaya
Apna muqaddar bigde huye
Apna muqaddar bigde huye
Ek zamana beet gaya
Aap se humko bichhade huye
Ek zamana beet gaya
ย
Aap se mil ke in aankhon ne
Kitane khwaab sajaaye the
Jis gulashan mein humne mil ke
Geet wafa ke gaaye the
Us gulashan ko ujde huye
Us gulashan ko ujde huye
Ek zamana beet gaya
Apna muqaddar bigde huye
Apna muqaddar bigde huye
Ek zamana beet gaya
ย
Qismat humko le aai hai
Gulashan se viraane mein
Aansoon bhi naakaam rahe hain
Dil ki aag bujhaane mein
Is viraane mein jalte huye
Is viraane mein jalte huye
Ek zamana beet gaya
Aap se humko bichhade huye
Ek zamana beet gaya
Apna muqaddar bigde huye
Apna muqaddar bigde huye
Ek zamana beet gaya
ย