Skip to content

Is Qadar-Naam Hai Tera

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Is qadar tumse hume pyaar ho gaya Had se jyada had se paar ho gaya Din teri chahton me guzarne lage Dil ki (dil ki) surkh deewaron pe Deewaron pe Naam hai tera tera Naam hai tera tera Naam hai tera tera Naam hai tera tera Tu hi mere armaanon mein Tu hi mere afsaanon mein Khayalon ke paimanon mein Tu hi tu Mere jigar ki khwahish mein Mere wafa ki bandish mein Mohbbaton ki ranjish mein Tu hi tu Haan is qadar tumse pyaar ho gaya Is qadar dil nisaar ho gaya Is qadar beqaraar ho gaya Is qadar ab khumaar ho gaya Is qadar tumse pyaar ho gaya Is qadar dil nisaar ho gaya Is qadar beqaraar ho gaya Is qadar ab khumaar ho gaya (Ho gaya gaya)