Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Nazrein
Gravero & faizal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kya tujhe yaad nahi
Main aadat seh majboor hoon
Mere iraade sahi
Par jazbaat hogaye bekaabu
Kyonki khyalon mein tum hi
Bas tum hi ho mera sukoon
Tum hi ho chaand aur Roshni
Bas tum hi ho dil ka fitoor
Dil ke iraade jab badle
Meri fitrat ko na bakshe
Haye rabba
Mujhe baho mein tu rakhle
Haye teri Nazrein Nazrein
Kyu banaye mujhe deewana
Jab tu chal thi hai thi hai
Har lamha banjaye afsana
Haye teri Nazrein Nazrein
Kyu banaye mujhe deewana
Jab tu chal thi hai thi hai
Har lamha banjaye afsana
Kal tak tu khwaish thi
Par ajj tu meri haqiqat hai
Kal sabki khwaab thi tu
Aaj tu meri amanat hai
Anjaane iss raha pe hum kaise chal pade
Har modd pe teri yaadon ke phool khil pade
Dil ke iraade jab badle
Meri fitrat ko na bakshe
Haye rabba
Mujhe baho mein tu rakhle
Haye teri Nazrein Nazrein
Kyu banaye mujhe deewana
Jab tu chal thi hai thi hai
Har lamha banjaye afsana
Haye teri Nazrein Nazrein
Kyu banaye mujhe deewana
Jab tu chal thi hai thi hai
Har lamha banjaye afsana
Haye teri Nazrein Nazrein
Kyu banaye mujhe deewana
Jab tu chal thi hai thi hai
Har lamha banjaye afsana