Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Naina
Nawazishein
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Naina Naina Naina
Tori Naina Naina Naina
Bhaye Sataye churaye
Mohse Raina Raina Raina
Naina Naina Naina
Tori Naina Naina Naina
Bhaye Sataye churaye
Mori Raina Raina Raina
Aankh Milaye Naa Maloom Nayan
Mujhko hai umne behna
Aankh Churaye pal me he balam
Kuch to hai unko kehna
Aandhi udake kal bhi jiye hum
Aandhi udaake
Ghum hai toofano me umeed ke hum
Ghum hai toofano me
Main to jodu piya se na jaane ye Naata
Naina Re
Main to khoju piya me, jaane ye Naata
Naina Re
Naina Dhundhe Naina, Khoje kya hai naina
Naina Masoom naina, Dhundhe hai Naina
Nindiya Nindiya, Aandhiyon se mel khaaye na piya
Raina mori chordhke, Tere aghosh me fir aaye ye jiya
Ye Sukh mohe, ab sataye re piya
Ye sukh mohe, ab bhaye na piya.
Aandhi udaake kal the jiye hum
Aandhi udaake
Ghum the toofano me,umeed ke hum
Ghum the toofano me
Main to Todu, Piya se jiya ka wo naata
Naina Re
Ab Chodhu Piya se Jiya ka ye naata
Naina Re
Joothi Naina Naina Naina
Farebi haina
Naina Masoom Naina Dhoondhe hai Naina
Naina Joothi Naina
Farebi haina