Skip to content

Main Na Bhoolunga, Pt. 1

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mai na bhulunga Mai na bhulungi Mai na bhulunga Mai na bhulungi In rashmo ko In kasmo ko In rishte nato ko... Mai na bhulunga Mai na bhulungi 2x Ohhhhhh... Oooo... oo O Chalo jag ko bhule Khayalon me jhule... Baharon me dole Sitaron ko chu le... Aa teri main maang sawaroon Tu dulhan ban ja Maang se jo dulhan ka rishta Main na bhulungi... Mai na bhulunga Mai na bhulungi... 2x Samay ki dhara me O samay ki dhara me Umar bah jani hai Do ghadi jee lenge Do ghadi jee lenge Ghadi bah jaani h... Mai ban jau sans aakhiri Tu jeevan ban ja Jeevan se saanso ka rishta Mai na bhulungi Mai na bhulunga Mai na bhulungi 2x Barasta sawaan ho Mahakata aangan ho Kabhi Dil dulha ho Kabhi dil Dulhan ho Gagan ban ke jhume Pawan ban kr ghume Chalo rahe mode Kabhi na sang chode Kahi pe chup jaana hai Nazar nahi aana hai Kahi pe bas jayenge Ye din kat jayenge Are kya bat chali Wo dekho rat dhali Ye bate chalti rahe Ye rate dhalti rahe Mai man ko mandir kar dalu Tu poojan ban jaye Mandir se pooja ka rishta Mai na bhulungi Mai Na bhulunga Mai na bhulungi In rashmo ko In kasmo ko In rishte nato ko 2x O oooooo Oooooooo Ooooo