Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sagar Sang Kinare Hai
Anu Malik
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Saagar sang kinaare hain, phulon sang bahaaren hain
Ho, saagar sang kinaare hain, phulon sang bahaaren hain
Aise hee tum mere ho aur hum tumhaare hain
Haan ham tumhaare hai
Saagar sang kinaare hain, phulon sang bahaaren hain
O, saagar sang kinaare hain, phulon sang bahaaren hain
Aise hee tum mere ho aur hum tumhaare hain
Haan ham tumhaare hai
ย
Dil jo hamaaraa tha kal tak, kyun ye kisi ka hone lagaa?
Kis ke tasawwur mein din-rain ab ye dil khone lagaa?
Ho, pehlee nazar ke pehle pyaar ka dekho haq ada karnaa
Meri qasam hai tumko, sanam, dil se naa juda karnaa
Dil se naa juda karnaa
Hum-tum donon sang rahenge, jaise chaand-taareephen hain
Ho, hum-tum donon sang rahenge, jaise chaand-taareephen hain
I promise, tum mere ho aur hum tumhaare hain
Haan ham tumhaare hai
ย
Hum hain, tum ho aur ye dekho rang-birangi vaadi hai
Baarish ke thande mausam mein aur bhee aag lagaa dee hai
Dar lagtaa hai in baathon se, rahana door zaroori hai
Tan-man jab tak donon milen naa, pyaar kee pyaas adhooree hai
Pyaar kee pyaas adhooree hai
Pyaar kee baazi mein rab jaane, kya jeete, kya haare hain
O, pyaar kee baazi mein rab jaane, kya jeete, kya haare hain
Ayy, jaanam, tum mere ho aur hum tumhaare hain
Haan ham tumhaare hai
Saagar sang kinaare hain, phulon sang bahaaren hain
Aise hee tum mere ho aur hum tumhaare hain
Haan ham tumhaare hai
ย