Shaam
Kashmir
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Hum shaam dhale
Ek hi baat kerte rahe
Hum khwaabon ki shaak s sapne bhunte rahe
Aur hum jeene lage
Per tum seh na sake
Hum lehron ki saaz main
Khud ko khone lagey
Dil bhelana bhi kya magar jab tum hi they ruthey
Aur hum jeene lage
Par tum seh na sake
Guzre kal ki kyun hum ab baat sunein
Rung hai kitne phir kyun ek hi dekhein
Tumse kyun ab main koey aas rakhun?
Per tum na ho to kya main hun
Tum jaan k bhi sabhi
Kuch bhi keh na sake?
Hum sehra main khoye
Kuch qadm reh gaye
Aur hum jeene lage
Per tum seh na sake