Skip to content

Dil Ruba

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bhatkey bhulein se unhein Kab yaad aaunga? Kab yaad aaunga? Unke diye ve sile Kaise chupaunga? Kaise bhulaunga? Sirf baatein teri Dil ko jachti nahin Karna kuch tum sahi Poori kar yeh kami Teri parwah Sirf mujhko hai na Sirf mujhko hai na Yeh parwah teri Sirf mujhko hai na Hai wahin pe kharey Har pal sochtay tujhe Mana faasle bharay Na unmeedaton na they Tum na samjhay kabhi Tere liye hi sabhi Kho ke ham baithen hai Dikhti na hai zameen Teri parwah Haan mujhe bhi hai na Haan mujhe bhi hai na Yeh parwah teri Haan mujhe bhi hai na Haan mujhe bhi hai na Haan Haan mujhe bhi hai na (Haan mujhe bhi hai na) Haan mujhe bhi hai na (Haan mujhe bhi hai na) Haan Teri Haan mujhe bhi hai na (Haan mujhe bhi hai na) Haan mujhe bhi hai na (Haan mujhe bhi hai na) Haan Tere liye taare bhi toray Andheron se larte Tere siwa Hai na thikana mera Ay Dil Ruba Mujhe ab tu aisay judai na deh Tere siwa Mujhe ab koi bhi dikha hi na deh Teri parwah Sirf mujhko hai na Sirf mujhko hai na Yeh parwah teri Sirf mujhko hai na Sirf mujhko hai na Haan Sirf mujhko hai na Sirf mujhko hai na Yeh parwah teri Sirf mujhko hai na Parwah Teri parwah Teri parwah Teri parwah Teri parwah Teri parwah Teri parwah