Skip to content

Kya Yaad Tumhein

A.R. Rahman • MC Heam • A.R. Ameen • Chinmayi
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kya Yaad Tumhe Behke The Hum Behke The Hum, Bekhe The Tum, Uss Pal Mein Behke The Hum, Bekhe The Tum, Uss Pal Mein Kaise Bhulayen, Kaise Bhulayen Kaise Bhulayen, Kaise Bhulayen, Woh Din Kya Yaad Tumhein, Sang Tere, Hum The Khade Kya Yaad Tumhe, Tum The Mere, Hum The Tere Mai Doob Chuka Teri Chahat Mein Door Na Jaana Tu Main rahun na rahun iss duniya mein Yeh pyaar rahega amar Kya yaad tumhein, sang tere hum the khade Kya yaad tumhe, tum the mere hum the tere Kaise Bhulayen, Kaise Bhulayen Kaise Bhulayen, Kaise Bhulayen, Woh Din Na Poocho, Hawaaon se, Fiza Ka Tumse Kya Rishta Na Poocho, Lehron se, Unko Jaana hai kahan Na Poocho, Ashon se, Kyun Tu Behta Hai Bata Kya yaad tumhein, sang tere hum the khade Kya yaad tumhe, tum the mere hum the tere Na Rok Mujhe Na Rok Mujhe, Kaid Na Kar, Khwab Mere Hai Yaad Mujhe, Yaad Mujhe, Yaad Mujhe Dooriyon Mein Hai Ek Chain Sa Na Aana Kareeb Mere Jo beet chuke lamhe saare Woh ab na rahe mere Ho, Ishq-e-samandar ke do kinare Aake bhi aapas mein mil na payen Manzilein apni alag hai sach to yeh Hai nazuk sa rishta, na kal hai iska Moti ki maala toota to bikhra Manzilein apni alag hai sach to yeh Ho, manzilein apni alag hai sach to yeh