Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
4Love
Nabeel Akbar
,
Talhah Yunus
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mai likhta sach, jo bhi zindagi mein dekha humne
Kam akal, karte nakal, khud ko mere jaisa samjhein
Acting tough, khaali baatein kare badi badi
Ab meri wapsi se rappero ki jali padi
They just wanna peace, tabhi inki fati padi
Mai tera bura waqt, dekh le tu ghadi wadi (Aanh!)
Mehnge padenge ye pange bina wajah ke
Tu dekh tujhse pehle aise kitno ki bali chadhi
Aa dikhau tujhe kaise hote haadse
Ek aur khoon shayad likha mere haath se
Chal ab dikhana kidhar gayi wo teri akad
Agli baari ye sawaal mai puchunga teri laash se
Stay in your lane, warna jaayega tu chukk
Ain't no such things like fake crooks
Raat dhai baje nashe me baitha hua dhut
Chote khayi maine kaafi tabhi seekha kaafi kuch (Yeah)
Kuch zyada tha ni paas, apna shuru se khaali glass
Upar se sar pe tha ni baap
Mai ghar se bahar saari raat
Kaafi zimmedari kaise lautu mai khaali haath
Aarha mujhko maazi yaad jo kar chuke hum dafan
Underground, undercover mujhko sune teri lover
Mai kidhar kiske saath tujhe thodi bhi ni khabar
Teri jagah, tera shehar, phir bhi nahi sakta tu pakad
Poore 6 feet deep teri khod dunga kabar (Haa!)
Sabko lagega mara tu maut haadsati
Don't need no weapon, tere liye toh mere haath kaafi
Beshak gareeb, par jo tu dhundhe mere paas chaabi
Mai wo faqeer jisse jhukke mile badshah bhi
I do it for love, jo mujhe kabhi mila nahi
I do it for love, mujhe kisi se koi gila nahi
I do it for love, jab tak chale meri nabz
Bitch! I'm loyal to the game
Mujhe koi bhi sakta hila nahi
I do it for love, yeah
I do it for love, yeah
I do it for love, yeah
Bitch! I'm loyal to the game
Mujhe koi bhi sakta hila nahi
Kalam bandook ye
Sab waqif hai mere nishane ni chookte
Bhaage ni lootke, ek din me laga dete careers pe nukte
Peekar wo ghooth phir, wo ladke bhi chaudhe jo aa jaate kutkar
City hai mad, hum kaise ho good
Phir nahi aaye yahan tak kisi ke hum chuk kar
Likhun ek raat me jo, tu likhke dikhade ek saal le bro
Phasun na kisi bhi jaal mein oo, nazar hai meri har jaal pe bro
Mai khanabadosh, ye upar ki soch, hum karenge shows
Ye banenge ghost, nahi karunga diss, mai karunga roast
Tu karega snitch, toh marega dost
Haath baandh, tere liye mere yaar hi kaafi
Har gaane pe aata mai kamikaze, khamakha ye ladke kyun taang adaate?
Kaan bachale ya toh bete jaan bachale
Ye toh gaandu saale aake baal banare
Abe hatt be lawde kya hum chaand pe jaare (Hnhaa)
Funku set pe apne kaam pe chaude
Meri hype hi or meri life hi ek daud hai
Click clack boom, i don't need tattoos
Sit back to real, hip-hop hun
Fire in the booth, shayari likhun, diary bharun
Har verse ab fire hi likhun
I'm the prodigy, this is my property
Dil me jagah badi, meri monopoly
Hip-Hop me khaphar ni, milni dagha badi
Pull up on you with 9 millimeter
Mere shooter saare sher, tere launde saare geedar
Har desi rappers ko inspire kare jigar
Rakhi finger on the trigger, apni picture hoti bigger
Khaale udhed de, nakliyo ko bhed de
Pakke hum zabaan ke, ye naam bana stage name
Kya underground, aur kya mainstream?
Just as I'm doing my thing
This my day dream
Dilo se waqif, toh kyun karne de phir chaanbeen
Waqt badalta saath badle insaan bhi
Rap ko pehchaan di hai
Haazir hai ye jaan bhi
Dhundke dikha de saale goli mere naam ki
I do it for love, jo mujhe kabhi mila nahi
I do it for love, mujhe kisi se koi gila nahi
I do it for love, jab tak chale meri nabz
Bitch! I'm loyal to the game
Mujhe koi bhi sakta hila nahi
I do it for love, yeah
I do it for love, yeah
I do it for love, yeah
Bitch! I'm loyal to the game
Mujhe koi bhi sakta hila nahi
Pehli baat ke ghaddari ki hai saza bhaari
Dusri baat ke ghulami nahi hai wafadaari
Tu bhala karega toh hoga tera bhala bhi
Tu aaj mehnat karega, kal hogi teri jagah bhi
Hai paas itne raaz poora kaanp jaaye Karachi
Kalaam se insaan, ab poora jaanta hai Karachi
Ni karna chahta saabit, mera hur gully me waqif
Bina taaj chale raaj, jaise baap ka hai Karachi
Hai mujhko fikar teri shayad tujhko lagta ni
Shawty wanna be a thug, beta tere baska nahi (Naa)
Jisam se nikle rooh toh phir dubara dalti nahi
Toh galti se bhi aisi kabhi karna tum phir ghalti nahi
Ye kehte mujhko sanki sahi
Har kisi se banti nahi
Jo bola maine kara bhi, mai deta khaali dhamki nahi
Ghuse andar seedha tod ke darwaze
Mere ladke tere ghar pe jaake maarenge sirf ghanti nahi
You're just a kid bete, abhi bana mard nahi
Tujhme mujhme farak ye ke tujhko dikhe farak nahi
Ye jaise jungle, you can call it Madagascar
Ye kal ke bacche sikhe mujhse, I'm the grand master
Saath nibhaya maine jiske saath bhi khaaya maine
Kitna kuch gawaya maine, kitna kuch kamaya
Aise ni logo ko yahan naam mera yaad
Khatarnaak hun mai itna, mujhse dare mera saaya
Don't wanna talk me, ye faaltu ka paas time
When i record, pakad khud se leta haath mic
Star life ni mai ye jee raha dark life
Thok dunga bhadwe ab dobara koi awaaz aayi
I do it for love, jo mujhe kabhi mila nahi
I do it for love, mujhe kisi se koi gila nahi
I do it for love, jab tak chale meri nabz
Bitch! I'm loyal to the game
Mujhe koi bhi sakta hila nahi
I do it for love, yeah
I do it for love, yeah
I do it for love, yeah
Bitch! I'm loyal to the game
Mujhe koi bhi sakta hila nahi
ย