Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Farmaish
Mitraz, Anmol Ashish
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri nadaniyon se mujhe
Ishq hone laga hai na
Koi farmaishen na rahein
Dekh loon gar tera chehra
Tu mil jaye, bhale jaye, haa jitne arsh chahat mein
Yeh dil chahe, bikhar jaye, humein iski bhi aadat hai
Teri nadaniyon se mujhe
Ishq hone laga hai na
Koi farmaishen na rahein
Dekh loon gar tera chehra
Doobte ja rahe hain hum
Teri ankhiyon ke sagar mein
Thehar jane, do ek pal ko
Teri zulfon ke saye mein
Tu mil jaye, bhale jaye, haa, jitne arsh chahat mein
Yeh dil chahe, bikhar jaye, humein iski bhi aadat hai
Teri nadaniyon se mujhe
Ishq hone laga hai na
Koi farmaishen na rahein
Dekh loon gar tera chehra