Skip to content

O Beliya - Lofi Remix

Darshan Raval
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

O beliya Lamhe thehar jaaye, din ye sawar jaaye Mujheko kya kar jaaye tu Behaka sa chalta hoon, khoya-khoya rehta hoon Jaane ye kya kar jaaye tu Pehli dafa hua hai yeh Dil mera nadaan saa Kaise kahe ab tujhe You're the only one that I will ever love Jo tu saath mein ho toh jeetun jahaan Tu aawaz to de, ud aaun wahaan Thode tum, thode hum, aur chaahiye kya O beliya Dil mein halchal si hone lagi Teri ankhein jab mujhse mili Thode tum, thode hum, aur chaahiye kya O beliya (O beliya) Teri baanhon mein main rehna chahoon har pal Tu jo hai mila, main badla sa hoon aajkal Mere khayalon mein chupke se tu aaye kyun Chehra yeh tera mujhko sukoon de jaaye kyun Pehli dafa hua hai yeh Dil mera nadaan saa Kaise kahe ab tujhe You're the only one that I will ever love Jo tu saath mein ho toh jeetun jahaan Tu aawaz to de, ud aaun wahaan Thode tum, thode hum, aur chaahiye kya O beliya Dil mein halchal si hone lagi Teri ankhein jab mujhse mili Thode tum, thode hum, aur chaahiye kya O beliya (Lamhe thehar jaaye, din ye sawar jaaye) (Jaane ye kya kar jaaye tu)