Zindaano
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Kholein dar kya, zindaano
Bole phir kya, zindaano
Aaj phir kya, zindaano
Mano ya na, tum mano
Ho misaal, gardish mein nauv kyun
Ho yakeen, shamil na saath kyun
Ho yahaan raziq naraz kyun
Be-bisaat rooh ki awaaz kyun
Ho phir zinda, zindaano
Baki phir kya, zindaano
Soch na aakhir ka haal kyun
Tanz, waar, se saye khwaar kyun
Shehsawaar, phir hon gustakh bhi
Ho kahin fursat ke jaam jo
Ho phir zinda, zindaano
Rehmat-e-jaan, phir jaano