Skip to content

Hum Tere Shehar Mein Hai Anjaane

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Hum Tere Shaher Main Hain Anjaane Bin Tere Koun Hum Ko Pehchaane Hum Tere Shaher Main Hain Anjaane Bin Tere Koun Hum Ko Pehchaane Hum Tere Shaher Main Hain Anjaane Mera Chehra Kitaab Hai Gham Ki Koun Padhta Hai. Koun Padhta Hai Gham Ke Afsaane Bin Tere Koun Hum Ko Pehchaane Hum Tere Shaher Main Hain Anjaane Jis Ne Sau Baar Dil Ko Toda Hai Hum Abhi Tak Hum Abhi Tak Hain Us Ke Deewane Bin Tere Koun Hum Ko Pehchaane Hum Tere Shaher Main Hain Anjaane Un Se Koi Bhi Kuch Nahi Kehta Loug Aate Hain Loug Aate Hain Mujh Ko Samjhaane Bin Tere Koun Hum Ko Pehchaane Hum Tere Shaher Main Hain Anjaane