Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Neele Neele Ambar Par (Version 2) - EnVy
Nitin Bali
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Neele-neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye, humko tarasaaye
Aisa koi saathi ho, aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele-neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye, humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho, aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele-neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye, humko tarasaaye
Ho, oonche-oonche parbat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa-pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Ho, oonche-oonche parbat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa-pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Pyaar se kasne ko, baahon mein basne ko
Dil mera lalchaaye, koi to aa jaaye
Aisa koi saathi ho, aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele-neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye, humko tarasaaye
Aisa koi saathi ho, aisa koi premi ho
Aisa koi saathi ho, aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele-neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye, humko tarasaaye
Ho, chham-chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan-man bheega jaaye
Hey, chham-chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan-man bheega jaaye
Pyaar mein nahaane ko, doob hi jaane ko
Mera dil tadpaaye, khwaab jaga jaaye
Aisa koi saathi ho, aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele-neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye, humko tarasaaye