Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yaad Hai Woh Pehli Mulaqat - EnVy
Abhijeet Bhattacharya
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hey~hey~hey ~ Hey~hey~hey~hey
Hey~eh~e~e ~ Hey~hey~eh~e
Yaad hai, Woh pehli mulaqat yaad hai
Yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai
Woh mehki raatein
Saari Saugatein
Bheegi meri aankhon se
Aansu beh chale
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Mere Too*te dil
Mein koi khwahish,, na rahi
Armaanon ke, sab raaste, soone pade
Kyoon dua bhi meri
Bani aaj badd-dua
Yeh ehsaas chaahat ke sabhi chubhne lage
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Tujhe bhulna
Bhi chahun Toh na ~ Bhula sakoon
Tu hi bata, Tere bina, Kaise rahoon
Tu jaane na sanam,
Gum maine kya Saha
Bikhre mere sapne, zameen pe Toot*ke
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Yaad hai, Woh pehli mulaqat yaad hai
Yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai
Woh mehki raatein
Saari Saugatein
Bheegi meri aankhon se
Aansu beh chale
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye