Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Intehan Ho Gayi
Band Maadhyam
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Imtihaan ho gai intazaar kii
Aayi naa kuch khabar mere yaar kii
Imtihaan ho gai intazaar kii
Aayi naa kuch khabar mere yaar kii
Ye hamen hai yaqin bewafaa wo nahin
Phir vajah kya hui intazaar kii
Imtihaan ho gai intazaar kii
Tuune mujhase jo kaha hai pehle naa kaha kabhi kisi ne
Dil ko tumse kahana tha jo kahana hai wo dil ko is ghadi main
Tanaha hai ye raaten or tham si gai hai meri saansen
Aa gai jo tu yahan to dil ye meraa kuch naa or chaahe
Aa bhi ja o dilruba yun to naa sata
Imtihaan ho gai intazaar kii
Intazaar kii
Baat jo hai us main baat wo yahan kahin nahin kisi main
Wo hai meri bas meri hai shor hai yahi gali-gali main
Saath-saath wo hai mere gam mere dil kii har khushi main
Zindagi main wo nahin to kuch nahin hai meri zindagi main
Bujh naa jaae ye shamaa aitbaar kii
Imtihaan ho gai intazaar kii
Intazaar kii intazaar kii