Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Har Kisiko Nahin Milta Yahan Pyar (Lofi Flip)
Manhar Udhas
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Har kisi ko nahi milta yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein

Khushnaseeb hain woh jinko hai mili ye bahaar zindagi mein

Zulfon ke naram andhere hain, jismon ke garam ujaale hain

Jeete-jee humko pyaar mila
Hum dono qismat waale hain, hum dono qismat waale hain
Har kisi ko nahi milta yahan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta yahan pyaar zindagi mein
Khushnaseeb hain woh jinko hai mili ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein, pyaar zindagi mein