Skip to content

Maati Ko Maa Kehte Hain - Extended Version

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere Aanchal Tale Rehte Hain Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Hmm Hmmm Jaage Tere Liye Saari Umar Tu Hi Aana Sulane Humein Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan Koi Jane Na Jane Humein Koi Jane Na Jane Humein Ho Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein Hum Gumnaam Se Behte Hain Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Aye Maa Bharosa Rakhna Apni Santanon Par Hum Tiranga Gaad Denge Aasmano Par Dushmanon Sun Lo Humein Jhukna Nahi Aata Tumhari Goliyan Kam Hain Hamari Chatiyan Zyada Hamare Naam Par Dholak Bajegi Do Jahanon Mein Marenge Yun Ki Hum Zinda Rahenge Daastaanon Mein Hindustan Ko Naaz Hoga Hum Deewano Par Hum Tiranga Gaad Denge Aasmano Par Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare Na Jhande Jhukenge Zikr Pe Hamare Par Jaan Nisaari Ki Jab Baat Hogi Aage Milenge Kataron Mein Hum To Kya Zameen Pe Rahe Na Rahe Muskurayenge Taaron Mein Hum Muskurayenge Taaron Mein Hum Wo Baag Hansta Rahe Hum Jise Hindustan Kehte Hain Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Hum Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Hum Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Bharat Mata Ki Jai