Skip to content

Yeh Ishq Nahin Asan

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Yeh ishq nahin asan Humne to ye jaana hai Kaajal ki lakeero ko Aankhon se churaya hai Yeh ishq nahin asan Humne to ye jaana hai Yeh ishq Tasveer banata hai Ungali se hawao par Tasveer banata hai Ungali se hawao par Shayad mere jaisa Tera hi deewana hai Shayad mere jaisa Tera hi deewana hai Yeh ishq nahin asan Humne to ye jaana hai Yeh ishq Bhuli huyi yaado par Bisari huyi baaton par Bhuli huyi yaado par Bisari huyi baaton par Aaja ke gale mil ke Rona hain rulana hain Aaja ke gale mil ke Rona hain rulana hain Yeh ishq nahin asan Humne to ye jaana hai Yeh ishq Khulate hi tere ghesu Udane hain lagi khooshbu Khulate hi tere ghesu Udane hain lagi khooshbu Ye raaz hawao ko Phulo se chhupana hain Ye raaz hawao ko Phulo se chhupana hain Yeh ishq nahin asan Humne to ye jaana hai Kaajal ki lakeero ko Aankhon se churaya hai Yeh ishq.