Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ladki Kathiyawadi
Bhadrankar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ladki Kathiyawadi akal se saani
Gujarati saadi mein lagti wo rani
Dekhu jab usko to aati hai chehre pe chamak
Wo jaise hai mitti Multani
Gajra lagaya aur zulfon mein paani
Kitni khoobsurat wo usko pata nahi
Pyaar mein na paagal to kaisi jawani
Chala du manmaani bana du gharwali
Haathon mein mehendi aur kaanon mein baali hai
Pairon mein payal aur hothon pe laali hai
Uski har yaadon ko mann mein sambhaali hai
Phir bhi wo samjhe ye ladka mawali hai
Sangeet ke paison se jaana Manali hai
Wo mere aansuon ko bhi hansaati hai
Bola na jaane de itna hi kaafi hai
Jaane de itna hi kaafi hai
Rehna teri palkon pe laazmi
Dikhti teri aankhon mein hi waadi
Wo hai mere zindagi ki saadgi
Wo hai mere zindagi ki
Rehna teri palkon pe laazmi
Dikhti teri aankhon mein hi waadi
Wo hai mere zindagi ki saadgi
Wo hai mеre zindagi ki
Uska surma rehta merе kaanon ke neeche ye
Duniya paagal hai gaanon ke peeche
Main dhoond leta usko hazaaron ki bheed mein main
Pehle saal mein main la dunga chaandi ke payal main
Doosre saal mein hum shaadi ke laayak hain
Teesre saal mein hum Bali mein gaayab hain
Chauthe tak khud ka ghar lena jaayaz hai
Khaali thi jebein aur sapne bade phir bhi
Chhode na wo mera haath
Kaise bhoolun usko jisne duniya se pehle
Dikhaya tha vishwaas
Usne dekha mujh mein kalakaar
Tohfe mein de sakta gaana
Par sach kahun to tujhko sasta lage mujhe chaand
Tohfe mein sasta lage mujhe chaand
Rehna teri palkon pe laazmi
Dikhti teri aankhon mein hi waadi
Wo hai mere zindagi ki saadgi
Wo hai mere zindagi ki
Rehna teri palkon pe laazmi
Dikhti teri aankhon mein hi waadi
Wo hai mere zindagi ki saadgi
Wo hai mere zindagi ki