Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Daayre
Shreya Jain
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Naazuk si dor hai, rakhna sambhaal ke
Kaanch ki katori hai, fisle naa haath se
Maani har baat wo, tune kahi thi jo
Fir bhi kyun dur hain raahein re?
Daayre, daayre
Tere-mere kyun darmiyaan aaye re?
Daayre, daayre
Tere-mere kyun darmiyaan aaye re?
Khaali panno pe bas
Naam tera aur mera likha jaaye re
Kehte hain saare bas
Ek yahi hum ek-dusre ke saaye re
Mere har gham ko, aansu ko tu hi mitaaye re
Fir kyun tu hi dil ye mera ab yun dukhaaye re?
Daayre, daayre
Tere-mere kyun darmiyaan aaye re?
Daayre, daayre
Tere-mere kyun darmiyaan aaye re?
Yaadon se ab nahi bhar sake ye ghaav re
Chahiye inhein bas teri hi chaanv re
Aisi bhi kya bhala ho gayi hai baat re
Baat karke bhi naa mite jo daayre
Daayre, hmm
Tere-mere kyun darmiyaan aaye re?