Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Promise
Aditya Rikhari
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ishq Bhi Yaar Bala Hai, Humne Karke Dekha Hai
Jiske Sadqe Jeete The, Uspe Marke Dekha Hai
Deedar Se Jinke Ye Aankhen Roshan Hoti Thi
Unki Tasveeron Ko Yoon Aankhen Bharke Dekha Hai
Umr Bhar Ka Iraada Tha
Mera Ishq Haisiyat Se Bhi Zyada Tha
Jinka Aana Lakeeron Mein Hi Na Hai
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Mera Ishq Haisiyat Se Bhi Zyada Tha
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Deedar De, O Yaara, Deedar De, O Yaara
Phoonk De Jaan Iss Dil Mein Ya Maar De, O Yaara
Hum To Fanaa Hoke Bhi Bekaar The, O Yaara
Phoonk De Jaan Iss Dil Mein Ya Maar De, O Yaara
Ishq Khayalon Mein Bunta Mile
Yeh Dil Piyaalon Mein Gum-sa Mile
Hey-ey
Ishq Khayalon Mein Bunta Mile
Yeh Dil Piyaalon Mein Gum-sa Mile
Yeh To Humaari Thi Taqdeer Par
Unko Na Koi Bhi Un-sa Mile
Woh Jo Aadat Puraani Thi Iss Dil Ki
Kar Gayi Jo Zakham, Thoda Zyada Tha
Jinka Aana Lakeeron Mein Hi Na Hai
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Mera Ishq Haisiyat Se Bhi Zyada Tha
Unse Aaj Milne Ka Vaada Tha
Deedar De, O Yaara, Deedar De, O Yaara
Phoonk De Jaan Iss Dil Mein Ya Maar De, O Yaara
Hum To Fanaa Hoke Bhi Bekaar The, O Yaara
Phoonk De Jaan Iss Dil Mein Ya Maar De, O Yaara