Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Isq Risk
Rahat Fateh Ali Khan
,
Sohail Sen
,
Irshad Kamil
Popularity ยท Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aaj Ki Farmaish Billu Munni Aur Shamp Ki
Raampur Meerut Aur Itava Se
Sangeet Hai Sohail Sen Ka
Bol Hain Dr. Irshad Kamil Ke
Pesh Karte Hain
Har Aashiq Ke Dil Ko Kuredane Wala Gaana
Kaisa Ye Ishq Hai, Ajab Sa Risk Hai
๐ต๐ต๐ต
Koi Bole Dariya Hai
(Kaisa, Kaisa Hai Isq)
Koi Maane Sehra Hai
(Kaisa, Kaisa Hai Isq)
Koi Bole Dariya Hai
(Kaisa, Kaisa Hai Isq)
Koi Maane Sehra Hai
(Kaisa, Kaisa Hai Isq)
Koi Sone Sa Tole Re
Koi Maati Sa Bole Re
Koi Bole Ke Chandi Ka Hai Chhura
Hota Aise Ye Mauke Pe
Roka Jaaye Na Roke Se
Achha Hota Hai
Hota Hai Ye Bura
Kaisa Ye Isq Hai
Ajab Sa Risk Hai
๐ต
Kaisa Ye Isq Hai
Ajab Sa Risk Hai
Ajab Sa Risk Hai
๐ต(Kaisa Isq Hai)๐ต
ย
Musqilon Mein Ye Daale
Jo Bhi Chaahe Kara Le
Badle Ye Dilo'n Ke Faisle
Mann Ka Mauji Isq To Ji
Albeli Si Raho'n Pe Le Chale
Musqilon Mein Ye Daale
Jo Bhi Chaahe Kara Le
Badle Ye Dilo'n Ke Faisle
Mann Ka Mauji Isq To Ji
Albeli Si Raho'n Pe Le Chale
Koi Peechhe Na Aage Hai
Phir Bhi Jaane Kyun Bhaage Hai
Maare Isqe Ka Isqe Ka Dil Mera
Iske Uske Ye Hisse Mein
Tere Mere Ye Qisse Mein
Maula Seekhe Bin Seekhe Bin De Sikha
Kaisa Ye Isq Hai
Ajab Sa Risk Hai
๐ต
Kaisa Ye Isq Hai
Ajab Sa Risk Hai
(Ga Ga Ga Ga Ga Ma Ga)
(Re Sa Re Dha Ni)
๐ต๐ต
Naina Laage To Jaage
Bina Dori Ya Dhaage
Bandhte Hain Do Naina Khwaab Se
Na Ataa Ho Na Pata Ho
Kore Naino Mein Koi Aa Base
Naina Laage To Jaage
Bina Dori Ya Dhaage
Bandhte Hain Do Naina Khwaab Se
Na Ataa Ho Na Pata Ho
Kore Naino Mein Koi Aa Base
Iska Uska Na Iska Hai
Jaane Kitna Hai Kiska Hai
Kaisi Bhaasa Mein Bhasa Mein Hai Likha
Iske Uske Ye Hisse Mein
Tere Mere Ye Qisse Mein
Maula Seekhe Bin Seekhe Bin De Sikha
Kaisa Ye Isq Hai, Ajab Sa Risk Hai
ย