Hiraeth
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Raat yeh doobti jaaye
Teri aankhon mein jo mukaam mil jaate hai
Saath na chhut ta yeh jaaye
Hum dono ke jo yeh raaz khulte jaate hai
Ankahi si paheli yeh
Kyu na mai suljha paaun
Milkar tujhse mujhko
Kyu lage tere bin na reh paaun
Raat yeh doobti jaaye
Teri aankhon mein jo mukaam mil jaate hai
Saath na chhut ta yeh jaaye
Hum dono ke jo yeh raaz khulte jaate hai
Kuch nasheeli si raat yeh
Kyun na mai so paaun
Ab lage har pal tere naam likh doon
Teri baahon mein hi kho jaaun
Raat yeh doobti jaaye
Teri aankhon mein jo mukaam mil jaate hai
Saath na chhut ta yeh jaaye
Hum dono ke jo yeh raaz khulte jaate hai