Skip to content

Ek Tu Hi Bharosa

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Aa Jao Ke Sab Milke, Rab Se Dua Maangein, Jeevan Mein Sukoon Chahein, Chaahat Mein Ye Wafa Maangein. Haalat Badalne Me, Ab Der Na Ho Maalik, Jo Dekh Chuke Phir Ye, Andheer Na Ho Maalik Ek Tu Hi Bharosa, Ek Tu Hi Sahara, Is Tere Jahan Me, Nahi Koi Humara. He Ishwar Ya Allah, Ye Pukar Sun Le, Hey Ishwar, Ya Allah, Hey Daata. Humse Na Dekha Jaaye Barbaadiyon Ka Samaa Ujadi Hui Basti Mein Ye Tadap Rahe Insaan Humse Na Dekha Jaaye Barbaadiyon Ka Samaa Ujadi Hui Basti Mein Ye Tadap Rahe Insaan Nanhein Jismon Ke Tukadey Liye Khadi Hai Ek Maa Barood Ke Dhuey Mein Tu Hi Bol Jaayein Kahan Ek Tu Hi Bharosa Ek Tu Hi Sahara Is Tere Jahan Me Nahi Koi Humara Hey Ishwar Ya Allah Ye Pukar Sun Le Hey Ishwar Ya Allah Hey Daata Hey Ishwar Ya Allah Ye Pukar Sun Le Ishwar Ya Allah Hey Daata... Naadan Hain Hum To Maalik Kyon Di Humein Ye Sazaa Yahan Hai Sabhi Ke Dil Mein Nafrat Ka Zaher Bharaa Naadan Hain Hum To Maalik Kyoon Di Humein Ye Sazaa Yahan Hai Sabhi Ke Dil Mein Nafrat Ka Zaher Bharaa Inhein Phir Se Yaad Dila De Sabak Wohi Pyaar Ka Ban Jaayein Gulshan Phir Se Kaaton Bhaari Duniya Ek Tu Hi Bharosa Ek Tu Hi Sahara Is Tere Jahan Mein Nahi Koi Humara Hey Ishwar Ya Allah Ye Pukar Sun Le Hey Ishwar Ya Allah Hey Daata Hey Ishwar Ya Allah Ye Pukar Sun Le Hey Ishwar Ya Allah Hey Daata... Hey Ishwar Ya Allah Meri Pukar Sun le Meri Pukar Sun le Meri Pukar Sun le...