Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ud Ja Ud Ja Pyase Bhaware
Mohammed Rafi
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ud jaa pyaase bhanware
Ras naa milegaa gaaron mein
Kaagaz ke phool jahaan khilte hain
Baith naa un gulzaaron mein
Naadaan tamanna reti mein
Ummid kee kashtee kheti hai
Ik haath se detee hai duniyaa
Do haathon ko le letee hai
Ye khel hai kab se jari, hae
Bichade sabhee...
Bichade sabhee baaree-baaree
Are, dekhi jamaane kee yaaree
Bichade sabhee baaree-baaree
Kya leke milen ab duniyaa se
Ansu ke siva kuch paas nahin
Aa, phool hee phool the daaman mein
Ya kaanton kee bhee aas nahin?
Matlab kee duniyaa hai saaree
Bichade sabhee...
Bichade sabhee baaree-baaree
Are, dekhi jamaane kee yaaree
Bichade sabhee baaree-baaree
Bichade sabhee baaree-baaree