Skip to content

Khalif

Video • Addy Nagar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Apne swag me choor main khalif hoon Desi swag se bharpoor main khalif hoon Apne swag se mashoor main khalif hoon Main hoon badmaash par lagta shareef hoon Main khalif hoon baby main khalif hoon(4*) Rahta hoon main logon ke dillon me Padi saari raaniyan mere killon me Aaya main haters lage rone Lambi lambi gaadiyan mere khilone Bade log follow karein mera lifestyle Saari countries deti mujhe domisail Saare munde menu karde hain copy Living life like a minna mutaabi Kabhi ferrari kabhi chaldi bugadi Peeche pade mere saare bappa raaji Saare padosi dekhte hain meri gaadi Buri nazar waale teri sakal kaali I m the robinhood baaton ka chor hoon Tera jhoota dekh bad main pure Bill se jyada baby deta main tip hoon Tujhe pta nii kya ki main king hoon Apne swag me choor main khalif hoon Desi swag se bharpoor main khalif hoon Apne swag se mashoor main khalif hoon Main hoon badmaash par lagta shareef hoon Main khalif hoon baby main khalif hoon(4*) (rap) Ok Naam mera hai khalif kaam mera rap karna Kudi khadi khadi dekhe kyu chal clap karna Yaar tera superstar Leke aaya lambi car Gaadi ghoade bangle chaar Party on hai drink strong hai Sab kar rahe intezaar Kudi rehna door mujhse Ho naa jaye tujhko pyaar Kar doon khaali poora baar Raja nai neta nai naahi koi jamidaar Call me the khalif baby dekhe pura sansaar Hmmm(female) Saari duniya deewaani esa iska hai swag His moves are so killer sabse large iska peg Saari duniya deewani esa apna hai swag My moves are so killer sabse large apna peg When i enter in the club cloud ho jata hang Baby chal mere ghar karenge bang bang Teri bandi meri fan Now catch me if you can Main khalif bulati mujhe superman Tu hai neeche main tujhse bahot uperman Tu hai bailgaadi mini cooper main Apne swag me choor main khalif hoon Desi swag se bharpoor main khalif hoon Apne swag se mashoor main khalif hoon Main hoon badmaash par lagta shareef hoon Main khalif hoon baby main khalif hoon(4) Love u addy bro...