Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Har Kisiko Nahin Milta Yahan Pyar (From "Janbaaz")
Kalyanji–Anandji
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
har kisi ko
nahi milta
yahan pyar zindagi mein
pyar zindagi mein
har kisi ko
nahi milta
yahan pyar zindagi mein
khush-nasib hain woh
jinko hai mili
ye bahaar zindagi mein
har kisi ko nahi milta
yahan pyar zindagi mein
pyar zindagi mein
honthon se honth milein na bhale
chahe milein na baahen baahon se
honthon se honth milein na bhale
chahe milein na baahen baahon se
do dil zinda reh sakte hain
chaahat ki bhari nigaahon se
chaahat ki bhari nigaahon se
har kisi ko nahin milta
yahan pyar zindagi mein
har kisi ko nahi milta
yahanpyar zindagi mein
pyar zindagi mein
zulfon ke narm andhere hain,
jismon ke garm ujaale hain
zulfon ke narm andhere hain
jismon ke garm ujaale hain
jite ji ham ko pyaar mila
hum dono kismat wale hain
hum dono kismat wale hain
har kisi ko nahin milta
yahan pyar zindagi mein
har kisi ko nahi milta
yahan pyar zindagi mein
khushnasib hai woh jinko hai mili
yeh bahar zindagi mein
har kisi ko nahi milta
yahan pyar zindagi mein
pyar zindagi mein
pyar zindagi mein