Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Naina Lage
Javed Ali
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kar de saazish dono milke
Tere naina nu samjhaya kar
Teri yaad de vich main mar sakdi an (Naina naina naina)
Tu mainu inna yaad aaya kar (Naina naina naina)
(Naina naina naina naina naina naina naina)
Oo nainon se milake naina
Naino se milake naina
Hum to raat jaage, naina lage
Naina lage lage lage naina lage re
Man jage jage jage, man jage re
Nainon se milke naina
Naino se milake naina
Hum to raat jaage, naina lage
Naina lage lage lage, naina lage re
Yeh naina tose lage, naina lage re
Oo ishq da rang kaali raaton pe chada ke
Neendon ka sauda ho gaya haaye
Aaya tha sajan mera naina milake
Meri parchayi le gayi
Oo laakh jatan kiya naina chura loon
Kore nigode naina teri ore bhaage, naina lage
Naina lage lage lage, naina lage re
Yeh naina tose jaane, naina lage re
Aaa-aa
Dil me samaya maahi dil behla ke
Dil ki tijori le gaya
Phir bhi deewani teri hui dil laga ke
Man mera jogi ho gaya
Oo marjaani raatein meri kaate kate na
Jabse jude hain tohse janmo ke dhaage, naina lage
Naina lage re lage re lage lage
Naina lage re
Yeh naina tose lage, hum jaage re
Hum jaage re
Haa naino se milake naina
Naino se milake naina
Hum to raat jaage, naina lage
Naina lage lage lage, naina lage re
Yeh naina tose lage, hum jaage re
(Naina lage lage lage, naina lage re)
Naina lage re (Yeh naina tose jaage)
Naina lage re