Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pyar Ki Kashti Mein
Rajesh Roshan
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aai ri shi chu ru, hai-yahun hai-yahun hai-yahun

Pyar ki kashti mein
Pyar ki kashti mein, lehron ki masti mein
Pawan ke shor shor mein, chale hum zor zor mein
Gagan se door

Wahan kya pyar milega, chaman ka phool khilega

Jise dil dhoond raha hai kya woh dildaar milega
La la la la la la la la, la la la la la la
Wahan sach honge sapne, banenge gaid bhi apne
Dil ki baraat sajegi, milenge saajan apne
La la la la la la la la, la la la la la la
Maine suna (kya suna?)
Jo kaha (kya kaha?)
Jaana bohat hai door
Pyar ki kashti mein, lehron ki masti mein
Pawan ke shor shor mein, chale hum zor zor mein
Gagan se door
Gagan se door
Pyar ko pyar mile to nazar kahin lag na jaaye

Mile jeevan mein hum tum, kahin phir bichhad na jaaye
La la la la la la la la, la la la la la la
Nazar kya lage wahan par, hai pyar hi pyar jahan par
Na bichhde milnewale jahan sab hon dil wale
La la la la la la la la, la la la la la la
To chalo chale (haan chale)
Yun milke (haan milke)
Hoke khushi mein chur
Pyar ki kashti mein, lehron ki masti mein
Pyar ki kashti mein, lehron ki masti mein
Pawan ke shor shor mein, chale hum zor zor mein
Gagan se door
Aai ri shi chu ru, hai-yahun hai-yahun hai-yahun (ho Rama ho)

Aai ri shi chu ru, hai-yahun hai-yahun hai-yahun (ho Rama ho, Rama ho, Rama ho)
Aai ri shi chu ru, hai-yahun hai-yahun hai-yahun (Rama ho)