Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Der
Sidhant Yadav
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kinaare wo saare, Sitaare kaale
Bakso me band kal ke ujaale
Khokli si yaadon ki uchi minaare
Naqaab ki neeyat, jhute afsaane
Fizool fareb khudke bahane
Apna zehen he tujhko hai maare
Faasle manzil se khaas the
Chhute sakre wo raaste
Fir kyu naa ho dil naraaz ye
Subah parindo ki bheed me
Bematlab ye kheechte
Jaane do tum mujhe
O Dil mere kis maqaam ki talaash me phire
Dhunde jaha marham malaal ki mile
Mere khaali ghar angana
Ab itna na tadpaa ke bhulu main ab kya hai ye subah