Skip to content

Nazar

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ghumshuda dil mera Yoon hua nazron mein teri Tujhe khabar hai kya Maanta hi nahi Besabar bas mein ab mere Rahe bhi yeh kahan Har kadam tumhein chaloon Hasratein bhi yeh karoon Ke ho sakoon kabhi tera (Na raha mera) Ek nazar pe bas teri Fursatein fanaa karu sabhi Tujhe khabar hai kya Agar tu, sun bhi le zara Yeh dil, tujhse keh raha hai kya Deewana, bheed mein khada Nazar bhi, tujhko aaun kya pata Dard main tu razaa Sard main tu kiran Seher ki narm dhoop ka Humsafar dhoondta Mai chala darbadar Tere nishaan yahan wahan Hosh kya junoon kya, Farz kya sukoon kya mera Kadar mujhe kahan Saup doon naseeb bhi, Main lakeeron mein teri magar Kadar tujhe kahan Agar tu, sun bhi le zara Yeh dil, tujhse keh raha hai kya Deewana, bheed mein khada Nazar bhi, tujhko aaun kya pata