Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Panah
The Blenc & Sarcastically Kumar
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khudko mai yeh saup du
Na baante tu
Cheen lu piya
Dil ko mere kaat te
Yeh aks the
Tutte jo diya
Jaane mujhe kaise tu
Yun ret sa jiya
Tujhko yeh hisaab du
Yeh jaam lu
Chuke jo siya
Dikhe mujhe tu aahon mein aahon mein
Teri beeti saari baaton mein jaadu mein
Mite shakhs tere laakhon beqabu mein
Aaye na saari raat tu
Teri har baat piya
Yeh jaane na
Tod de hiya
Meri har saanson se
Daaga kiya
Chodh na jiya
Samete inn darazon mein
Jo likhe teri aankhon se
Woh kehti ki gunaah hu mai
Gire birha aur yeh sab hi mitta
Kafira dil mera
Tod na piya
Bepanah hi kiya
Chodh na piya
(Piya piya)
Bole kya duniya yeh khud hi tabah hu mai
Bikhre kadam jo samete teri baahon mein
Jaane qatal kare teri yeh nigahon se
Aankhon se baha jo mai
Teri hi saza hu mai
Saup du
Baante tu
Cheen lu piya
Dil ko mere kaat te
Yeh aks the
Tutte jo diya
You're the worst boyfriend i've ever had