Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Reality TV
Sammad
,
3bhk
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jeb main hai haath kaan ke peeche sutta
Dimaag pe hai kaam ab kaam bhi hai dugna
Poora sheher band koi khidki na kholta
Bidi ki sugandh autowala thuka gutka
Khud na jaanta
Sabko batata
Khundak ke kuein main doob ke na maanta
Aankhe kari chaalu kuch badla nahi
Aaj ka tapmaan reality TV
Chamkeele pahiye chamkeeli ghadi
Khud ko sajao for the ajanabi
Aankhe chaalu kuch badla nahi
Aaj ka tapmaan reality TV
Chamkeele pahiye chamkeeli ghadi
Harr din naatak chalta yahi
Jeb main hai haath kaan ke peeche sutta
Dimaag pe hai kaam ab kaam bhi hai dugna
Poora sheher band koi khidki na kholta
Bidi ki sugandh autowala, ay, wut
Pudiya mai bhare das gram
Break it down, ek kilogram mai sau bag
Round it up laghbhak das lakh
Jodo phir rent aur khaali mera bank
Harr rang harr ek svaad hai hamare paas
Aana jab bhi khule hai poori saari raat
Harr ek cheez ka ilaaj hai
Baatein bimari kholi ab aankhein
Aankhe kari chaalu kuch badla nahi
Aaj ka tapmaan reality TV
Chamkeele pahiye chamkeeli ghadi
Khud ko sajao for the ajanabi
Aankhe chaalu kuch badla nahi
Aaj ka tapmaan reality TV
Chamkeele pahiye chamkeeli ghadi
Harr din naatak chalta yahi
Jeb main hai haath kaan ke peeche sutta
Dimaag pe hai kaam ab kaam bhi hai dugna
Poora sheher band koi khidki na kholta
Bidi ki sugandh autowala, ay