Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Shukriya
Saif Altaf
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bhool jaana nahin
Uss safar ko kabhi
Jis ko tay kar ke puhanchay
Aaj tum ho yahaan
Zindagi mein agar
Aagay barhna ho tou
Yaad rakhna unhein jin se
Sahara mila
Kitnay armaan hain tootay
Kitnay haath hain chootay
Phir bhi kuch hain woh saath
Jo qaaim rahay
Aaj unn ki wajah se hi
Yeh maqaam mila
Woh na hotay tou shaayad
Main rehta laapata
Aaj jo bhi main ne
Haasil hai kiya
Yeh sab hai tumharay
Pyaar ka hi silaa
Ab mili jo mujhay
Fursat hai zara
Dil se karna main chaahta hoon
Sab ka Shukriya
Ooooo
Bhool jaana nahin
Uss safar ko kabhi
Jis ko tay kar ke puhanchay
Aaj tum ho yahaan
Zindagi mein agar
Aagay barhna ho tou
Yaad rakhna unhein jin se
Sahaara mila
Bhool jaana nahin
Uss safar ko kabhi
Jis ko tay kar ke puhanchay
Aaj tum ho yahaan