Skip to content

Qareeb

Adarsh Rao feat. Shayan Rashid
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Hai yoon samaya Inn aankhon mein hai Tera yeh chehra Haseen Itne dino me Aayi nazar mein Jag mera saara ho Rangeen Door tu kitni Hoga yeh kaise Sukoon is dil ko Naseeb Le chaloon tujhe main Raahon pe apni Manzilen laage Qareeb Yoon toh hai tab se Khoye se tujhme Mann ke ye mere Khayal Milna tujhse hai Chai pe kahin Poochu par kaise main Yeh sawaal Kaun karega Shaamon se haan Chand nikalne ka Intezaar Tu aaegi Yoon saamne jab Mausam me aaye Bahaar