Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jeena Nahin
Bilal Ali
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aisa bhi kya kia
Ke jee tera uth hai gaya
Ek sadi guzri hai saath tere
Lauta de woh waqt mera
Gar itna bura hun main tou
Ehsaas kyun na hone dia
Ab jeena nahin hai
Tere bin
Aur jeena nahin hai
Tere saath bhi
Toota hun main
Toota hai tu bhi
Par dil ko samjhaye koi
Dil tou hai wahin pe khara
Jin raston pe tu na mila
Sahara tou bana tu har su
Phir saath kyun na de saka
Yaadein bhi utni hi hain haseen
Par dil ko samjhaye koi
Ab jeena nahin hai
Tere bin
Aur jeena nahin hai
Tere saath bhi
Toota hun main
Toota hai tu bhi
Par dil ko samjhaye koi
Ye baatein ankahi rehne dein
Aur kehdein alvida?
Maan lein, sab sahih hi hua
Aur naseeb main na tha milna tera?
Ab jeena nahin (Ab jeena nahin)
Hai tere bin (Hai tere bin)
Aur jeena nahin hai (Aur jeena nahin hai)
Tere saath bhi (Tere saath bhi)
Toota hun main (Toota hun main)
Toota hai tu bhi (Toota hai tu bhi)
Par dil ko samjhaye koi (Par dil ko samjhaye koi)