Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Yaad Dil Se Bhulane Chala Hoon
Mukesh
Popularity ยท Moderate
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri yaad dil se bhulane chalaa hoon
Ki khud apanee hasti mitaane chalaa hoon
Ki khud apanee hasti mitaane chalaa hoon
Teri yaad dil se bhulane chalaa hoon
Teri yaad dil se...
ย
Ghataon, tumhein saath denaa padegaa
Ghataon, tumhein saath denaa padegaa
Main phir aaj ansu bahaane chalaa hoon
Bahaane chalaa hoon
Teri yaad dil se bhulane chalaa hoon
Ki khud apanee hasti mitaane chalaa hoon
Teri yaad dil se...
ย
Kabhi jis jagah khwaab dekhe the maine
Kabhi jis jagah khwaab dekhe the maine
Vaheen khak apanee udaane chalaa hoon
Udaane chalaa hoon
Teri yaad dil se bhulane chalaa hoon
Ki khud apanee hasti mitaane chalaa hoon
Teri yaad dil se...
ย
Gam-a/e-ishq, le, phunk de mera daaman
Gam-a/e-ishq, le, phunk de mera daaman
Main apanee lagee yoon bujhane chalaa hoon
Bujhane chalaa hoon
Teri yaad dil se bhulane chalaa hoon
Ki khud apanee hasti mitaane chalaa hoon
Teri yaad dil se...
ย