Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Shreya Ghoshal,Shaan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Muje tum se mohabbat hai deewangi kee had tak
Deewaanaa muje banaao naa deewangi kee had tak
Ai sanam, mujh se pucho kitni chaahat huee hai

Ki khel nahin hai dil kisi se lagaana
Tum dil ko lagaa ke muje bhool naa jaanaa

Ai sanam, mujh se pucho kitni ulfat huee hai
Ai sanam, mujh se pucho kitni ulfat huee hai
Muje tum se mohabbat hai deewangi kee had tak
Deewaanaa muje banaao naa deewangi kee had tak
Kyon chain mera ab khone lagaa hai?
Tumhein kya bataaoon, kya hone lagaa hai

Ai sanam, mujh se pucho kaisee haalat huee hai