Skip to content

KINNARA

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Aaj phir tere naam aik aur raat ki Aur kitney maaino maine tujhse baat ki Main kabhi kabhi betha yuhi sochta hun Tumhe jo pasand woh safai mere hath ki Ya phir maqsad, plans koi aur hain We got everything, phir bhi hum bore hain Hum dartey hain, ya hum sure hain Hum dono jhotey, dono chor hain Dil main khalish, kesay rasto pe nikley Tapti duphair jesi garmi bhi june ki Saya bano mere sehan main makan ka Dekho misaalien bhi mere junoon ki Tumsey mukhatib toh sabsey kinara Tum hi waja jo hum bantey sawartey hain Tumhe likhtey hain, tumhe parhtay hain Suno der hui chalo ghar chaltey hain Kinara hi sahi Jo milta tera saye main Wo kinara hi sahi Jo milta teray saye main Tumhe bhi kabhi hadsey hue Bhulkar bhi hokey jesay hafzay hue Hum kyun aur kiskey aaj sey hue Homey barey giley aap sey hue Hum badley hai dekh ke zamaney Waqt hi Murshid, sab ko sikhata hai Ab sun key mujhe tum bhi to kehti ho Ke Hame likhana bahot acha ata hai Hermes, Loui V, Jo bhi ho plans I got cheez tujhe pata I can buy you the brands I know it's good to say That you on your own you got bills to pay Aur kitney chalien ahistay Aur kesay karien aik apney rastay Hum boley yehi khastey Hum atey baaz nahi to phir nahi do hame wastay I know it seems complicated Atleast our love's not jaded Rehbar tu meray sapno main bhi Baby we can make it All the others they're negated Sakhti choro girl don't fake it Joray bantey asmaano pay bhi Hold on we can make it Kinara hi sahi Jo milta tera saye main Kinara hi sahi Jo milta teray saye main