Skip to content

Mulaqat Ho Gaee

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon Raazdaro Se... Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon Ghamgusaro Se Bach Ke Chalta Hon Mujh Ko Dhoka Diya Saharo Ne Ab Sahaaro Se Bach Ke Chalta Hon Aqal Ke Rog Maar Daite Hain Ishq Ke Sog Maar Daite Hain Aadmi Khud ba Khud Nahi Marta Doosre Log Maar Daite Hain Sheeraza e Hayat Parishan Ho Giya Yeh Marhala Bhi Khair Se Asaan Ho Giya Mere Sakoon e Dil ko To Hona He Tha Tabha Un Ki Bhi Ik Nigaah Ka Nuqsan Ho Giya Unki Taraf Se, Unki Taraf Se, Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai Hum Jis Se Darr Rahe Thy Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai Ainaa Dekhne Mein Nayi Baat Ho Gai Ainaa Dekhne Mein Nayi Baat Ho Gai Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Aankh Kambakht Se Us Bazm Mein Aansoo Na Ruka Aankh Kambakht Se Us Bazm Mein Aansoo Na Ruka Aik Qatray Ne Doboya Mujhe Samundar Ho Ker Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu Uthi Idhar Nigaah Udhar Baat Ho Gai Uthi Idhar Nigaah Udhar Baat Ho Gai Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar Sooraj Chupa Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai