Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Thoda Thoda Pyaar
Kumaar
,
Stebin Ben
,
Nilesh Ahuja
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri Nazar Ne Ye Kya Kar Diya
Mujhse Hi Mujhko Juda Kar Diya
Teri Nazar Ne Ye Kya Kar Diya
Mujhse Hi Mujhko Juda Kar Diya
Main Rehta Hoon Tere Paas Kahin
Ab Mujhko Mera Ehsaas Nahi
Dil Kehta Hai Kassam Se
Ke Thoda Thoda Pyaar Hua Tumse
Ke Thoda Ikraar Hua Tumse
Ke Thoda Thoda Pyaar Hua Tumse
Ke Thoda Ikraar Hua Tumse
Ke Zyada Bhi Hoga Tumhi Se
Ke Thoda Thoda Pyaar Hua Tumse
Meri Aankhon Ki Dua Hai
Ye Chehra Tera
Ab Dekhe Bin Tujhe
Na Guzara Ho Mera
Meri Aankhon Ki Dua Hai
Ye Chehra Tera Ab Dekhe Bin
Tujhe Na Guzara Ho Mera
Main Saans Bhi Loon
Tujhe Chahe Bina
Ab Hoga Na Ye Humse
Ke Thoda Thoda Pyaar Huya Tumse
Ke Thoda Ikraar Huya Tumse
Ke Thoda Thoda Pyaar Huya Tumse
Ke Thoda Thoda Pyaar Huya Tumse
Ke Zyada Bhi Hoga Tumhi Se
Ke Thoda Thoda Pyaar Huya Tumse
Ke Thoda Thoda Pyaar Huya Tumse
Ke Zyada Bhi Hoga Tumhi Se
Ke Thoda Thoda Pyaar Huya Tumse...